| Message |
: |
Aadinath ke charan me hamara namaskar.
ek yatra karne ki khwaish hai sirf aap ke saath.
jaan se pyara hai aap ka saath.
aap ki ami drashti hamare par banaye rakhana.
hamare sare kashto ko door karna.
hame seva ka moka de.
19 ka asar
jai taleti,dada ki seva pooja,
samavasaran aur
9 took ka chamatkar se
jeevan dhanya dhanya ban gaya. |